Aslam o Alaikum Friends!
Aj k blog me ap ko btata hn k Dunya ki sab se fastest Electronic Car konsi he or infact ye car nahi aik pura Computer he.
So Friends jis car ka me aj zikr kr raha hn ye he Tesla ki S Plaid. Or ye duniya ki sab se fastest electronic car he.
Es k ander plan k jesa steering he. or sir yehi nahi bal k es k ander led screens lagi hn jin pe games b kheli ja skti hn.
So Guys ye he is gari ki front look bht he aggessive look he es ki. es k front pe Tesla ka logo T laga hua he or Bumpber me aik air wend he ta k es k ander hawa ja sake q k ye bht fast he. or es liey b k eska engine thanda rahe. Es gari k ander koi engine nahi he ye electric car he ye aik romote se chalti he or dikhne me aik normal car k jese lagti he.Jo aqua track pe garian chalti hn es ki speed un se b fast he.
Es k wheels bht bare hn or bht wide b ye es liey he k es ki speed bht fast he.
Es ki aik or khas bat ye he k es gari me har jaga sensors laga rkhe hn. wo b aik nahi balke 3 or 4.
es k fenders pe sensor hn back view miror me sensors hn. Sides me Camera and sensors and back me be camera or parking sensors hn.
es pic me ap es gari ka interior dekh sakte hn es ka steering wheel bht zabardast look de rha he or es k led me Navigation or Car k baqi features show ho rhe hn.
0 Comments